Pradhan Mantri Bima Sakhi Yojana: Women Empowerment ka Ek Naya Kadam!

Pradhan Mantri Bima Sakhi Yojana kya hai? Pradhan Mantri ki Bima Sakhi Yojana, mahilãon ko aatmanirbhar banane aur rozgãr ke naye avsar dene ki ek unique initiative hai. Yeh scheme women empowerment ko support karte hue unhe financial literacy aur independence provide karne ka laksh rakhti hai.

pradhan mantri yojana pradhanmantri yojana new yojana modi yojana new yojana new pradhan mantri

Yeh Scheme se mahilãon ko kya milega?

  1. Training ke dauraan financial assistance: Women ko training ke dauraan 2 lakh rupees se zyada ka wazyfa milega.

  2. Commission ka fayda: Har policy par commission milega jo unki income ko boost karega.

  3. Development Officer banne ka chance: Graduation pass women ko Development Officer banne ka bhi moka milega.

Launch Details:

  • Scheme ka naam: Pradhan Mantri Bima Sakhi Yojana

  • Launch date: 9 December 2024

  • Location: Panipat, Haryana

  • Objective: Gramin aur shehri mahilãon ka financial empowerment aur unhe rozgãr ke naye avsar dena.

Eligibility Criteria:

  • Age limit: 18-70 years

  • Education qualification: Minimum 10th pass

Benefits of the Scheme:

  1. Training period ke dauraan women ko monthly wazyfa milega:

    • Pehle saal: ₹7,000/month

    • Dusre saal: ₹6,000/month

    • Teesre saal: ₹5,000/month

  2. Total stipend 3 saal me ₹2 lakh+ commission hoga.

Budget Allocation: ₹100 crore ka initial budget scheme ke liye allocate kiya gaya hai.

Scheme ka lakshya:

  • Agle 3 saal me 2 lakh women ko insurance agent banane ka lakshya.

  • Pehle phase me 35,000 women ko training milega.

  • Training ke dauraan insurance aur financial services ka detailed knowledge diya jayega, jisse mahilãen policies effectively sell kar sakein.

Direct Application Link: Yojana ke liye apply karne ka official link hai: Pradhan Mantri Bima Sakhi Yojana Application

India ki Women Empowerment aur My Insurance Dost ka Yogdaan India ki women ko empower karna desh ki growth ke liye bahut zaroori hai. Pradhan Mantri ki Bima Sakhi Yojana ke through ek kadam uthane ke baad, My Insurance Dost bhi women empowerment ko support karta hai.

My Insurance Dost women ko insurance agents banne ka training, guidance aur platform provide karta hai, jisse woh financial independence achieve kar saken. Agar aap ek self-dependent aur successful insurance agent banna chahti hain, toh My Insurance Dost aapke saath hai! Hum aapko insurance ki har service aur training provide karte hain jo aapko ek skilled aur empowered insurance agent banayega.

Keywords for better search visibility: pradhan mantri yojana, pradhanmantri yojana, new yojana, modi yojana, new pradhan mantri, pradhan mantri bima sakhi yojana.

Contact My Insurance Dost aaj hi aur apna career badalne ka pehla kadam uthaiye!